BLOG KYA HAI ?HOW TO CREAT BLOG ACCOUNT?


BLOG KYA HAI.


Hello friends aaj him baat karne Wale hai.ki blogging Kiya hai aur hum blogging se kaise money earn Kar sakte hai.
BLOG: Blog basically ek social networking site hai.jiske kariye AAP Apne skills knowledge, passion Ko follow kar ke logo tak pahuncha sakte hai(ya unki madad) Kar sakte hai.aap Apne blogging site se logo ki problem Ko hal Kar sakte hai.
Aaj ke samay me internet ka use laghbhagh har work me Kiya ja raha hai aur iska network badhte chala ja raha hai.
Aoki koi bhi kaam karna ho to Usme net ka jarurat padta hai.blog ke jariye AAP Apne AAP ko prove Kar sakte hai .AAP Apne imagination Bana sakte hai aur Apne skills Ko aur bhi majbut Bana sakte hai .

How to create blog account?

Hello friends agar aap online kaam karna chahte hai ya apko Apne passion Ko blog ke jariye prove karna chahte hai.aur aap blogging start karne ke baare me soch rahe hai  to AAP sahi jagah par hai.

Blog account banana bahut hi aasan hai.bas apkomere batye huye rules Ko step by step follow karna hai.
  1. Blog site banane ke liye apke pass e-mail I'd ka hona bahut hi jaruri hai.to Sabse pahle apko ek email id banana hai.

  2. Email id banana ke Baad apko UC browser, browser, chrome koi bhi application Ko open karna hai .
    Next apko google search karna hai google page open Hone ke Baad apko www.blogger.com search karna hai.                 
  3. Ab apko sing in par click karna hai aur apne email-id aur password type karke login kar lena hai.                                                                                         
               
                 
                      
  4. Next Page open Hone pe create in blogger par click karna hai.isse ek new page open yoga Usme apko apna website creat karna hai.                              
  5. Uske liye apko open new page me create a new blog pe click karna hai.                                                    
  6. Next ek aur page open hoga jisme apko title,address Ko fill karna hota hai.                                                                                                        
  7. Title: titlel me apko apna website ka ek unique name Ko salect karna hai.                                              
Address: address me apko apna website ka url url choose karna hai .e.g - my newblog.blogspot.com is tarah se apka account complete ho jayega .ab aap post Ko dal sakte hai.is tarah se AAP apna blog account Bana sakte hai.                                          
 agar apko blog website banane me koi bhi samsaya a raha ho to hume comment box me batye.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ